Jaha Duniya Jana Chahti hai Me Wahi Ho Kar Aaya Hu.... Ishq Mat Karna Dosto Me Tabah Hokar Aya Hu.... Jo Jiii Rahe ho abi abi bas ye he hai ...
Jaha Duniya Jana Chahti hai Me Wahi Ho Kar Aaya Hu....
Ishq Mat Karna Dosto Me Tabah Hokar Aya Hu....
Jo Jiii Rahe ho abi abi bas ye he hai zindagi baki jo Kuch baki hai hai wo keval khawab hai....
Kash ye mera khawab pura ho Ibadaat ke begar wo aakar gale lag jaye ijazat ke begar...
Apnoo ke sath waqt ka pata nahi chalta
Waqt ke sath apnoo ka pata chal jata hai ...
Talaash meri thi aur batak rha tha wo..
Dil mera tha aur Dhakdak raha tha wo..
Paar ka taluk bhi ajeeb hota hai
Ansu mere tha aur sisak rha tha wo..
Wo hume bata rahe hai nazar andz kaise karte hai
Ek din hum unko batayege ki afsos kaise karte hai..
No comments